Latest Sad poetry In Urdu Text 2025
Welcome to our blog—a sanctuary for those who cherish Sad Poetry in Urdu text. Here, we immerse ourselves in the profound emotions and vivid expressions Sad poetry In Urdu offers, capturing the depths of sorrow, heartbreak, and yearning. Featuring timeless works from legendary poets such as Mirza Ghalib, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz, and Jaun Elia, this poetry echoes the universal feelings of loss and melancholy. Join us as we explore these heartfelt verses, discovering comfort and connection through the shared language of pain and love.
sad poetry in urdu

رات بھر جاگتے ہیں، خواب وہی دیکھتے ہیں
جس میں تم آتے ہو، اور پھر چھوڑ جاتے ہو
<<—–<<>>—–>>
raat bhar jagtay hain, khwab wohi dekhte hain
jis mein tum aatay ho, aur phir chhor jatay ho

ہم نے چاہا تھا تمہیں جان سے بھی زیادہ
تم نے سمجھا ہی نہیں، یا سمجھ کے بھی انجان رہے
<<—–<<>>—–>>
Hum ne chaha tha tumhein jaan se bhi zyada,
tum ne samjha hi nahi, ya samajh ke bhi anjaan rahe
sad poetry

تیری یادیں بھی کیا چیز ہیں، اے دوست
جلتی بھی ہیں، رلاتی بھی ہیں
<<—–<<>>—–>>
Teri yaadain bhi kya cheez hain, aye dost
jalti bhi hain, rulati bhi hain

وہ میری زندگی کا ایک خواب تھا
بکھر گیا جو میرے ہاتھوں سے
<<—–<<>>—–>>
Woh meri zindagi ka aik khwab tha,
bikhar gaya jo mere haathon se
life sad poetry in urdu

محبت میں ہم نے خود کو کھو دیا
تمہیں پانے کی چاہ میں، خود کو بھول بیٹھے
<<—–<<>>—–>>
Mohabbat mein hum ne khud ko kho diya,
tumhein pane ki chah mein, khud ko bhool baithe

تمھاری خوشبو آج بھی میرے گم کے میں محسوس ہوتی ہے
تم نہیں ہو، پر یہ احساس زندہ ہے
<<—–<<>>—–>>
Tumhari khushboo aaj bhi mere kamry mein mehsoos hoti hai,
tum nahi ho, par yeh ehsas zinda hai
urdu sad poetry

تمھارے بغیر یہ راتیں بھی کتنی تنہایں
چاند بھی چھپ جاتا ہے، تارے بھی سو جاتے ہیں
<<—–<<>>—–>>
Tumhare baghair yeh raatein bhi kitni tanhaiyan,
chaand bhi chhup jata hai, tare bhi soh jatay hain

تمہیں بھولنے کی کوشش میں، ہر روز
تمہیں یاد کرنے کی عادت پڑ گئی ہے
<<—–<<>>—–>>
Tumhein bhoolne ki koshish mein, har roz
tumhein yaad karne ki aadat par gayi hai
sad urdu poetry

دل گیا رونق حیات گئی
غم گیا ساری کائنات گئی
<<—–<<>>—–>>
Dil gaya ronaq-e-hayat gayi
Gham gaya saari kainaat gayi

تم عزیز اور تمہارا غم بھی عزیز
کس سے کس کا گلا کرے کوئی
<<—–<<>>—–>>
Tum azeez aur tumhara gham bhi azeez
Kis se kis ka gila kare koi
sad poetry urdu

وہ بھلا کیسے بتائے کہ غم ہجر ہے کیا
جس کو آغوش محبت کبھی حاصل نہ ہوا
<<—–<<>>—–>>
Woh bhala kaise bataye ke gham hijr hai kya
Jis ko aaghosh-e-mohabbat kabhi hasil na hua

لذت غم تو بخش دی اس نے
حوصلے بھی عدم دیے ہوتے
<<—–<<>>—–>>
Lazzat-e-gham to bakhsh di us ne
Hausle bhi adam diye hotay
urdu poetry sad

اشک غم دیدہ پر نم سے سنبھالے نہ گئے
یہ وہ بچے ہیں جو ماں باپ سے پائے نہ گئے
<<—–<<>>—–>>
Ashk gham deeda par nam se sambhalay na gaye
Yeh woh bachay hain jo maan baap se paaly na gaye

جمع ہم نے کیا ہے غم دل میں
اس کا اب سود کھائے جائیں گے
<<—–<<>>—–>>
Jama hum ne kiya hai gham dil mein
Is ka ab sood khaye jayenge
sad poetry in urdu text

میری زندگی پہ نہ مسکرا، مجھے زندگی کا الم نہیں
جسے تیرے غم سے ہوا واسطہ وہ خزاں بہار سے کم نہیں
<<—–<<>>—–>>
Meri zindagi pe na muskarra, mujhe zindagi ka alam nahi
Jise tere gham se hua wasita woh khiza bahar se kam nahi

غم مجھے دیتے ہو اوروں کی خوشی کے واسطے
کیوں برے بنتے ہو تم نا حق کسی کے واسطے
<<—–<<>>—–>>
Gham mujhe detay ho auron ki khushi ke wasatay
Kyun buray bantay ho tum na haq kisi ke wasatay
poetry sad in urdu

درد و غم دل کی طبیعت بن گئے
اب یہاں آرام ہی آرام ہے
<<—–<<>>—–>>
Dard o gham dil ki tabiyat ban gaye
Ab yahan aaram hi aaram hai

غم دل اب کسی کے بس کا نہیں
کیا دوا کیا دعا کرے کوئی
<<—–<<>>—–>>
Gham dil ab kisi ke bas ka nahi
Kya dawa kya dua kare koi
sad poetry in urdu

زندگی کتنی مسرت سے گزرتی یارب
عیش کی طرح اگر غم بھی گوارا ہوتا
<<—–<<>>—–>>
Zindagi kitni musarrat se guzarti yarab
Aish ki tarah agar gham bhi gawara hota

غم ہستی کا اسد کس سے ہو جز مرگ علاج
شمع ہر رنگ میں جلتی ہے سحر ہوتے تک
<<—–<<>>—–>>
Gham hasti ka Asad kis se ho jaz marg ilaaj
Shama har rang mein jalti hai seher hotay tak
poetry in urdu sad

الہی ایک غم روزگار کیا کم تھا
کہ عشق بھیج دیا جان مبتلا کے لیے
<<—–<<>>—–>>
Ilahi aik gham rozgaar kya kam tha
Ke ishq bhej diya jaan mubtala ke liye

غم سے بکھرنا پائمال ہوا
میں تو غم سے ہی بے مثال ہوا
<<—–<<>>—–>>
Gham se bikharna paimaal hua
Main to gham se hi be misaal hua
sad shayari in urdu

غم میں کچھ غم کا مشغلا کیجیے
درد کی درد سے دوا کیجیے
<<—–<<>>—–>>
Gham mein kuch gham ka mashghala kijiye
Dard ki dard se dawa kijiye

ہم کو کس کے غم نے مارا یہ کہانی پھر سہی
کس نے توڑا دل ہمارا یہ کہانی پھر سہی
<<—–<<>>—–>>
Hum ko kis ke gham ne maara ye kahani phir sahi
Kis ne toda dil hamara ye kahani phir sahi
full sad poetry in urdu

یہ غم نہیں ہے کہ ہم دونوں ایک ہو نہ سکے
یہ رنج ہے کہ کوئی درمیان میں بھی نہ تھا
<<—–<<>>—–>>
Yeh gham nahi hai ke hum donon aik ho na sakay
Yeh ranj hai ke koi darmiyan mein bhi na tha

سکون دے نہ سکیں راحتیں زمانے کی
جو نیند آئی ترے غم کی چھاؤں میں آئی
<<—–<<>>—–>>
Sukoon de na saken rahatain zamane ki
Jo neend aayi tere gham ki chhaon mein aayi
sad poetry in urdu

کیا کہوں کس طرح سے جیتا ہوں
غم کو کھاتا ہوں آنسو پیتا ہوں
<<—–<<>>—–>>
Kya kahoon kis tarah se jeeta hoon
Gham ko khata hoon aansoo peeta hoon

تجھ کو پا کر بھی نہ کم ہو سکی بے تابی دل
اتنا آسان ترے عشق کا غم تھا ہی نہیں
<<—–<<>>—–>>
Tujh ko pa kar bhi na kam ho saki be tabahi dil
Itna asaan tere ishq ka gham tha hi nahi
sad urdu shayari

اگر موجیں ڈوب دیتیں تو کچھ تسکین ہو جاتی
کناروں نے ڈوب یا ہے مجھے اس بات کا غم ہے
<<—–<<>>—–>>
Agar maujain doob detin to kuch taskeen ho jati
Kinaron ne doobiya hai mujhe is baat ka gham hai

میں رونا چاہتا ہوں خوب رونا چاہتا ہوں میں
پھر اس کے بعد گہری نیند سونا چاہتا ہوں میں
<<—–<<>>—–>>
Main rona chahta hoon khoob rona chahta hoon main
Phir us ke baad gehri neend sona chahta hoon main
very sad poetry in urdu

اس قدر مسلسل تھیں شدتیں جدائی کی
آج پہلی بار اس سے میں نے بے وفائی کی
<<—–<<>>—–>>
Is qadar musalsal theen shidatein judai ki
Aaj pehli baar us se main ne be wafaai ki

پتھر کے جگر والو غم میں وہ روانی ہے
خود راہ بنا لے گا بہتا ہوا پانی ہے
<<—–<<>>—–>>
Pathar ke jigr walo gham mein woh rawani hai
Khud raah bana le ga behta hua paani hai
sad poetry urdu

مصیبت اور لمبی زندگانی
بزرگوں کی دعا نے مار ڈالا
<<—–<<>>—–>>
Museebat aur lambi zindgani
Buzurgon ki dua ne maar dala

اے غم زندگی نہ ہو ناراض
مجھ کو عادت ہے مسکرانے کی
<<—–<<>>—–>>
Ae gham zindagi na ho naraz
Mujh ko aadat hai muskarane ki
urdu poetry text

ان کا غم ان کا تصور ان کی یاد
کٹ رہی ہے زندگی آرام سے
<<—–<<>>—–>>
Un ka gham un ka tasawwur un ki yaad
Kat rahi hai zindagi aaraam se

ہم نے بڑی ہی سہولت سے تمہیں
تمہاری خوشی کے لیے کسی اور کا ہوتے ہوئے دیکھا ہے
<<—–<<>>—–>>
Hum ne bari hi sahulat se tumhein
Tumhari khushi ke liye kisi aur ka hotay huay dekha ha
sad poetry in urdu

اس دور کے لوگوں کی محبتیں نوآفل کی طرح
ہوتی ہیں ادا ہو گئی تو ٹھیک ورنہ کون سا فرض تھی
<<—–<<>>—–>>
Is daur ke logon ki mohabbatein nawafil ki tarah
Hotin hain ada ho gayi to theek warna kon sa farz thi

ہم نے بڑی ہی سہولت سے تمہیں
تمہاری خوشی کے لیے کسی اور کا ہوتے ہوئے دیکھا ہے
<<—–<<>>—–>>
Hum ne bari hi sahulat se tumhein
Tumhari khushi ke liye kisi aur ka hotay huay dekha hai
very sad poetry

پتوں کی طرح بکھرا تھا مجھے زمانے نے
پھر ایک شخص نے سمیٹا اور آگ لگا دی
<<—–<<>>—–>>
Patton ki tarah bikhra tha mujhe zamane ne
Phir aik shakhs ne sameta aur aag laga di

یہ کتنا واضح اشارہ ہے بخت ڈھلنے کا
میں بھیک دوں تو بھکاری دعا نہیں دیتا🌹
<<—–<<>>—–>>
Yeh kitna wazeh ishara hai bakht dhalne ka
Main bheek doon to bhikari dua nahi deta🌹
Final Words
Thank you for visiting our blog dedicated to Sad Poetry in Urdu Text. We hope these touching verses brought you comfort and a sense of connection. We invite you to share your reflections and favorite poems in the comments below. Stay with us as we continue to journey through this timeless and soulful genre. Together, let’s keep the heart of Urdu poetry beating strong.